BHEED KA HISSA (feat. saabsalwan)

इक दूजे दा एकम सिंह

 The easy, fast & fun way to learn how to sing: 30DaySinger.com

Dil ki kuch baatein
Aab tak
Iss gaane ke zariye
Bheed mein chippe hai bhes , bheed mein laggi hai race
Bheed mein haar na jeet par bheed mein jitne bhi sabhi hai tez
Bheed mein kisse dafan aur bheed mein lagta nai mann
Tabhi hu aaj alagg se khada mai aur paas mein bass qalam
Isi Bheed mein hota tha mai , citylights mein chip chip ke rota tha mai
Tha Toota par baat asal yeh ki mila nai wo jo bota tha mai
Roz khwaab sanjota tha mai meri maa ka bhagwaan pe bharosa tha mai
Abba ne bhi aane di aanch na aur jeeta aise ki akbar ka pota tha mai
Khair wo samay bhi kya tha , jab lagta tha ki bas mai hi hu shehzada
Aaj nikkla hu ghar se toh pta chala ki kaise pdta hai kamana
Mujhe yaad mai papa se kehta tha , aapke liye ek bada ghar hai banana
Jo sapne khudke liye dekhe the , umar ke saath shuru ho gye dhundhlana
Magar , ab darr bhi nai hai koi doosri dafa wala hall bhi nahi hai
Zindagi ek samasaya anek aur rukk jaau kuch saal sabar bhi nahi hai
Meri kala ki kadar hi nahi hai par aisa bhi nahi ki khabar hi nai hai
Mai khud chala jata peeche par mudne wala yeh dagar hi nahi hai
Bheed ka hissa nai mai , Uthta kaise agar girta nai mai
Bheed mein pista nai mai toh kaise inn cheezon ko likhta fir mai
Hu ek khulli kitaab par akal ke andhon ko dikhta nai mai
Yun toh hu keechad mein kaid par kamal ki trah kyu khilta nai mai
Ha Kyu Kamal ki tarah mai khilta hu jaara par fir bhi tuta hu
Ha Kyu hasta mai jaara par khudmai hi khudse mai rutha padha
Gaane pai gaane mai karta hu mehnat
Bahane wahane naa diye kabhi bhi
Sayaane zamane ko kehgaye yeh baat ki
Hamare jaise artist milte na kahi bhi
Bheed se chalta mai alag bheed ka kabhi nahi tha mai koi hissa
Galib kehne lage muje log kehne lage mujjhe bana hu mirza
Fizaayein kaisi bani tez yaad dilati mujhe beeti batein
Likhu har baat pai deep khudmai hi rota mai sabko hasake
Haaa yeh gaana nhi bas kuch batein hamari jo kehna hum chhate
Ha
Nashik se Amritsar studio mai betha bitate hum ratein
Ha yeh hai shuruwat Abhi toh paana bacha pura jahan hai
Haa
Kalam meri takkat yeh gaane mai sath Mere saabsalwan hai
Ha
Gehri yeh kalam jisse mai rachra mera Vyapar hu
Jismai naa koi hai bhayj logo ke pyar se mai badra mai aj hu
Kal bhi hai mera fal bhi hai mehnat isiliye hai dost
Yeh pal bhi hai mera album bhi meri jaake sunlo tum Roz
Bheed ka hisaa ni mai
Bheed ka hisaa ni mai
Bheed ka hisaa ni mai
Bheed ka hissa ni mai
Roz ni pista ab mai
Bheed ka hisaa nhi mai

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Written by: GUREKAM SABHARWAL

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the BHEED KA HISSA (feat. saabsalwan) Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Missing lyrics by इक दूजे दा एकम सिंह?

    Know any other songs by इक दूजे दा एकम सिंह? Don't keep it to yourself!

    Browse Lyrics.com

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    "So put your best face on everybody -- Pretend you know this song everybody."
    A When the party's over
    B Bang
    C Here with me
    D Roar

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    इक दूजे दा एकम सिंह tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io


    Think you know music? Test your MusicIQ here!