Khwaab

Feel RiDum

0 fans

Feel RiDum


4:02

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

Dekhta khwaab ujaalo mein
Jo toote saare unhi raaton mein
Kadam bhi main rakhu kidhar?
Jaha bhi dekhu hain saanp hazaaron mein
Na hona hain ghum in laakhon mein
Hain baatein bhi kaafi bataane ko
Haan sona chhipa in gaano mein
Bhari rakam pe jazbaatein sajaane ko
Samaj nai paara ke dil mein dard ya dard mein dil hain
Zindagi jaise koi film hain
Likha jo mere liye, main bhi kar raha jab
Karne ka na dil hain kyu?
Koi roz jab puchoge saath mujhe
Kya peeyega cup of tea ya two?
Us roz you'll get to know
Jazbaat ye kitne bekaaboo
Lage main behka hu
Lage hu khoya kabse
Lage sab deja vu
Main khud ka aakhri bhi
Khud ka hi pehla hu
Sau logo ke beech bhi mujhe
Main lage akela hu

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

Raaton ko jaag raha
Apne hi aap se bhaag raha
It's 8 AM
Aaj bhi gaya andhera nai raat ka
Haan laga aukaat dekh ke
Hote hain yaaro mein baat na Khair,
Yaha launde bhi chhod te saath
Jo ho naa jeb mein Mahatma
Aakhon se paani, par andar hain aag
Bhari ye dil
Kisi pe bharosa raha nai, dekhu main sab
Par ho na yakeen
Kalam hai haavi
Jaise hai behta in rago mein ink
Hain abh yahi zindagaani, likhu main sabh
Jo ho na yakeen
Muskurana bhi raha nai aam
Maangli jeevan ne khushiyon ke daam
Kaise samhalu main khud ko?
Jab na karta nashe, na peeta main jaam
Bikhra pada paheli ye jaan
Kaash koi leta hatheli ye thaam
Lage ye dil kamzor abh
Sang dhadkano ke rahegi bejaan

Hain dil bejaan, aur hain ek ye shaam
Hain khul ke baatein rakhi, rakha hain ek paigaam
Dum ye ghut raha abh, na janta main anjaam
Kal jo ghum hojau, badhega tabhi ye naam

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

Karu na baatein kharab
Kaam se kaam main rakhu janaab
Rakhi hain baatein dabaa
Jo karta gaano pe saare bayaan
Dekhu jo sach ko bas
Toh lagta bura ye saara jahaan
Par kaash, waisa bhi hota ek duniya
Jaisa main dekhta khwaab

 Struggling with Khwaab? Become a better singer in 30 days with these videos!

Written by: Ricky Diengdoh

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the Khwaab Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Style:MLAChicagoAPA

    "Khwaab Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2024. Web. 6 May 2024. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/10646261/Feel+RiDum/Khwaab>.

    Missing lyrics by Feel RiDum?

    Know any other songs by Feel RiDum? Don't keep it to yourself!

    Browse Lyrics.com

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    In what year was the first Woodstock festival held?
    A 1970
    B 1969
    C 1980
    D 1968

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    Feel RiDum tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io


    Think you know music? Test your MusicIQ here!