Kahani Apna Addha Ki

AV James

0 fans

AV James


2:58

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Ahh! Sunio tujha kahani apni adda ki... 
Bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
Bhai log sab chill mara fukha idhar ki haryali... 
Yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki...

(Yeah!)

Yeh baat hai... kahani apna addha ki 
Lafra hota hat din idhar logo ki khopri hat ka li...
Sumbri ma lagna sabi... jo aya nibhana dusmanni...
Ek ko thoka pura area main hota khalballi...

Sun, tum log ko ek raaz ki baat bataunga...
Shock lagaga, unha jo hai iss jagha sa anjana...
Talent hai pura bas nazar jai ghumana 
Bollywood sa hat ka socho... milaga talent ka kajhana....

Sasta Rappers sab bhara pardha hai dusra side ka kona mai
Na lyrics... na flow Rap ka khal mai ya bhona hai...
Apna respect jatha unha jo iss khal mai kuch karna aya.....
Jasha Leku-G, PK , SD apna bhai....

(Yeah)

Ahh! Sunio tujha kahani apni adda ki
Bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
Bhai log sab chill mara fukha idhar ki haryali
Yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki...

Ahh! Sunio tujha kahani apni adda ki
Bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
Bhai log sab chill mara fukha idhar ki haryali
Yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki...

Apna Addha ma sala aam logo ki chalti nehi
Netha log ki chalti jayha
Aam logo ki dal nehi pakti...
Raddi sa bhar diya sala apna iss gaddhi ko....
Aur sakthi wala log... sala sab jandhi ho... (Jama lawna)

Bachpan sa jis ground pa khala...
Us ground ka naksha badla... Lyrics 
Helipad ka soudha main pura area ka kachra bhara... 
Helipad banaya... jantha ki nazar ana tha...
Lakin ab thak us helipad par chopper chor...panchi nehi uthra...

Yeh sab kar kar ajkal ya paisa khatha...Crore chaptha...
Koi kuch nehi karta... kyuki area ki government inka haat main...
Inka rules inki marzi... inka pass power hai...
Ganta koi c***** ayaga inn logo sa bhirdna...

Yeh sab soch rakh thi janta aur natha apna chal chala...
Uniti tho laya sala... lakin dukh bhi kaam na hoya
Jithna kiya uniti ussa jadha paisa Officials khaya
Uniti chor yeh log road na bana paya...

Ahh! Sunio tujha kahani apni adda ki
Bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
Bhai log sab chill mara fukha idhar ki haryali
Yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki...

Ahh! Sunio tujha kahani apni adda ki
Bhai log sab mast idhar par kuch harami vi
Bhai log sab chill mara fukha idhar ki haryali
Yeh char pahar sa ghira kahani apna addha ki...

 Become A Better Singer In Only 30 Days, With Easy Video Lessons!

Written by: Abhisek Sharma

Lyrics © DistroKid

Lyrics Licensed & Provided by LyricFind

Discuss the Kahani Apna Addha Ki Lyrics with the community:

0 Comments

    Citation

    Use the citation below to add these lyrics to your bibliography:

    Style:MLAChicagoAPA

    "Kahani Apna Addha Ki Lyrics." Lyrics.com. STANDS4 LLC, 2025. Web. 21 Jan. 2025. <https://www.lyrics.com/lyric-lf/5709842/AV+James/Kahani+Apna+Addha+Ki>.

    Missing lyrics by AV James?

    Know any other songs by AV James? Don't keep it to yourself!

    Watch the song video

    Kahani Apna Addha Ki

    1,043
    101     1

    Quiz

    Are you a music master?

    »
    Which famed British musician played a wizard singer in Harry Potter and the Goblet of Fire?
    A Eric Clapton
    B Ed Sheeran
    C Robbie Williams
    D Jarvis Cocker

    Free, no signup required:

    Add to Chrome

    Get instant explanation for any lyrics that hits you anywhere on the web!

    Free, no signup required:

    Add to Firefox

    Get instant explanation for any acronym or abbreviation that hits you anywhere on the web!

    AV James tracks

    On Radio Right Now

    Loading...

    Powered by OnRad.io