close

 
kailashkher

Chhap Tilak
by Kailash Kheraa sajna in nainan mein, palak dhak tohe loon....
na main dekhoon gair ko,na tohe dekhan doon....
kajal dalu kirkara , jo surma diya na jaye..
jin nainan mein pee base (basay) , dooja kaun samai....dooja kaun samai.....

Chhap tilak sab cheeni -2 mose naina milaike
Chhap tilak sab cheeni mose naina milaike
naina milaike mose siana milaike-2
Chhap tilak sab cheeni mose naina milaike-2

Premwati ka madwa pilai ke
Premwati ka madwa pilai ke
matwari kar deeni mose naina milaike
matwari kar deeni mose naina milaike.......

Gori gori baiyan , hari hari chudiyan
Gori gori baiyan , hari hari chudiyan
Baiyan pakad har leeni mose naina milaike
Baiyan pakad har leeni mose naina milaike......

Bal bal jau tore rang rejwa,
Bal bal jau tore rang rejwa,
apni si rang deeni mose naina milaike,
apni si rang deeni mose naina milaike.....

Khusro Nizam ke bali bali jaihai,
Khusro Nizam ke bali bali jaihai,
Mohe suhagan keenhi mose naina milaike,
Mohe suhagan keenhi mose naina milaike......
---
Lyrics submitted by Sarvesh.